Zindagi ab kis trah bsar hogi
Dil nahe lag raha mohabat mei
tumhari chahat wisaal ki aakhri hado'n tek
mry fqat mery nam hogi mujhy yaqee'n hae
perveen shakir
nadeem jo bhi mulaqat thi adhori thi
k aik chehry k pechy hazaar chehry thy
ahmed nadeem qasmi
mae apni zaat mei neelaam ho raha houn
gham e hayat se keh do khareed laye mujy
qateel
urtey urtey uska panchi door ufaq mei doob gya
rootreyy rooteyy baith gai aawaaz kisi sodai ki
qateel