New


Close panel
My
Kaasaamir smile profile
Send Message
kaash aamir (kaasaamir)
Last seen 1898 Day(s) Ago
Female 30 years old,Lahore, Punjab
ASsaLaMuaLaIkuM. "MusaLman wo hai Jiske Hath Aur Zuban se Dusry Musalman Mahfuz rahen AL-HADEES) "GaLi Dena Munaafiq
Smiles 465 Interests 120
Kaash Aamir @Kaasaamir

Mere Hathoon ki Lakiroon Me Ye Ajeeb He Muhsin
Main jis Shkhas Ko Choo Loon, Wo mera Nahi Rehta!
1898 Day(s) ago: Mobile
Kaash Aamir @Kaasaamir

(1)Yeh Soch Kar Palkon Main Chhupa Leta Hun Aansoo
Kahin Yeh Aankh Sy Gir Kar Be-ghar Na Ho Jayen...!!!
(2) Kaash K Aansoun K Saath YaadeinBhi Beh Jati
To Aik Din Beth Kar Tasalli Sy RoLety...!!
1912 Day(s) ago: Mobile
Kaash Aamir @Kaasaamir

Pukaar kar daikhna hamein door se kabhi…
Aashna karein aap ko suroor se kabhi…
Andaaz apney wahi rakhna inn aankhoun ki amaanat samajh kar…
Gillah bhi na kareinge tere ghuroor se kabhi
1913 Day(s) ago: Mobile
Kaash Aamir @Kaasaamir

Tumhain hamaisha zaroorat pakarh ke laati hai…
Kabhi tou aao merey ghar merey hawaalay se…
1 Comments
1913 Day(s) ago: Mobile
Kaash Aamir @Kaasaamir

سنا ہے وہ راتون کو جاگتا ھے
. Suna ha wo raton ko jagita ha
اسے کہنا سوتے ھم بھی نہیں
Osy kahina soty hum bi nhi
سنا ہے وہ چھپ چھپ کے روتا ہے
Suna ha wo chup chup ka rota.
اسے کہنا ھنستے ھ
1913 Day(s) ago: Mobile
Kaash Aamir @Kaasaamir

mohabbat yak Tarfah ho sakti hai, samjhota bhi yak Tarfah ho sakta hai, lekin" izzat" do Tarfah cheez hai, yeh yak Tarfah nahi ki ja sakti . #GoodNooN
2065 Day(s) ago: Mobile
Kaash Aamir @Kaasaamir

اُس چہرے کی معصومیت میں اتنا اثر تھا خرید لی اُس نے ایک ملاقات میں زندگی میری
2292 Day(s) ago: Mobile
Kaash Aamir @Kaasaamir

#Good_Morning_Kaash..!!!
Tujhe Pa Nah Sakay To Saari Zindagi Tujhe Pyar Karain gay Zaroori To Nahi Jo Mil Nah Sakay Ussay Chore Diya Jaye....!!!

https://mobile.facebook.com/photo.php?fbid=1806550432976400&id=100008643818688&set=a.1379247302373384.1073741827.1000086
1 Comments
2296 Day(s) ago: Mobile
Smile a product of Veevo Tech.

Write Message