Please wait...
Kamran Khan Durrani (AJooBa-49x)
Last seen 1151 Day(s) Ago
Kamran Khan Durrani (AJooBa-49x) Don't Share Profiles Information with Public!
Last seen 1151 Day(s) Ago
Kamran Khan Durrani (AJooBa-49x) Don't Share Profiles Information with Public!
-
Yeh Hadees Sab ko Bhejain.
Mafhome Hadees:
ALLAH ne Es (Juma k) Din ko Musalmano k Liye Eid Bana Diya Hay, Lehaza Jo Shakhs Juma ki Namaz k Liye Aye Tou Usay Chahiye k Ghusal Karay Aor Agar Khushbo Moujood Hoto Usko bhe Lagaye aor Tum Miswak Zaroor Kia Karo
(Sunan ibne Maja,
Hadees 1098, Darja: Hasan,
Kitabo iqamatis Salat,
Baab: Juma k Din Acha Libas Pehinna,
Ravi: ibne Abbas Rz.A)

New Year Night Manana Kesa hay?
Aay Musalman Tere Liye Kuffar k Tariqay mai Kamyabi nahi Bal k,
"Beshak Tumharay Liye ALLAH k Rasool Sallallahu Alaihe Wasallam ki Zindagi 1 Behtareen Namona hay
(Surah Ahzab
Ayat 21, Para21)
>Hadees:
Jis ne jis Qoum k sath Mushabahat ikhtiyar ki to wo (Qiyamat k din) unhi mai se hoga
(Abu Dawood
Hadees4031, Kitab uL Libas
Baab: Shuhrat k liye Libas Pehinna
Ravi: ibne Umar R.A)

AL-HADEES:
RASOOL ULLAH Sallallahu Alaihy Wa'alehy Wasallam ney farmaya. .
Jisnay esha ki namaz jamaat sey parhi tou goya aadhi raat tak nafil parhta raha (yani saari raat namaz parhne jesa sawaab paaega) aur jis ney subha (fajar) ki namaz jamaat sey parhi wo aysa hey k goya saari raat namaz parhta raha.
(Sahih Muslim)
Kitab Ul Masajid. . .
Hadees no.1491
-
Koi bhe Pathar insan ko Faida Nahi Pohancha Sakta.
Mafhome Hadees:
Hazrat Umar Razi ALLAH Anho Hajr e Aswad ko Bosa Day k Keh Rahay Thay k Main Janta hon k Tou 1 Pathar Hay, Kisi ko Na Faida Pohancha Sakta hay aor Na He Nuqsan,
Agar Mene Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam ko Tera Bosa Letay Hoye Na Dekha hota tou Main Tujhay Kabhi Bosa Na Deta
(Musnad Ahmed, Darja: Sahi
Jild 1, Page 34, Hadees 229
Musnad Umar Bin Khattab Rz.A
Nashir: Musasa Qurtaba Qahira)

Assalam I alaikum
Ap ko or apke ghar walon ko
Eid mubarak
Dyaon men yaad rakhie ga
Ap ko or apke ghar walon ko
Eid mubarak
Dyaon men yaad rakhie ga
Masla:
Bhair, Bakra, Bakri, Or Dumbs 1 hi shakhs ki taraf say qurban Kia ja sakta hy
Gay, bail, bhens, Ount main 7 log shareek ho salty hen
Fatwa Alamgiri
Jild 5
Page 297
ADD AL-Hadees
Send to 8333