New


Close panel
My
Shahid.461 smile profile
Send Message
Shahid Ansari (Shahid.461)
Last seen 2756 Day(s) Ago
Male 60 years old,Karachi, Sindh
Education at: Allama Iqbal Open Uni (Islamabad)
my shahid 461 Karachi. Govt job.
Smiles 230 Friends 13Interests 54
Shahid Ansari @Shahid.461 via Adi... @Romeooo

:(

2 Comments
2784 Day(s) ago: Web
Shahid Ansari @Shahid.461 via Umair Abbasi @Umair3575

Dekhnaaa zaroor...

2788 Day(s) ago: Web
Shahid Ansari @Shahid.461 via Usama Khan Malik @Usama.jiger

3rd day oғғ eιd мυвaraĸ awll ғrndѕѕѕ :)

2851 Day(s) ago: Web
Shahid Ansari @Shahid.461 via Maktab Service @Maktab

-
Baab: Shaban ki 15ween Raat ki Fazilat
Hadees:
Jab Shaban ki 15ween Raat hoto Raat ko ibadat karo Aor Es k Din ka Roza Rakho
(ibne Maja, Hadees1388
Kitab ul iqamat es Salat
Ravi: Ali Rz.A)
>Muhaddiseen, Fuqaha aor ulama Frmatay hain k Fazail e Aamal, Kisi ko (Kisi Naik Kaam ki) Targheeb Denay aor (Ghalat Kaam se) Daranay main Zaeef Ahadees Pe Amal Krna Mustahab Hay
(Kitab uL Azkar
Page 8
Nashir: Darul Fikar Berout)
2899 Day(s) ago: Web
Shahid Ansari @Shahid.461 via Maktab Service @Maktab

-
15 Shaban ko Halwa lazmi pakana, Salat ut Tasbi ki Jamat Karwana, Eski Mubarak Dena, Kisi bhe Hadees se sabit nahi, Aysi Bidaat se bachain, Aysi koi Hadees Nahi Jis main ho k Kisi bhe Raat main Nama-e-Aamal Tabdeel hota hay,
Zarori Masla: Ahnaf k Nazdeek Taraweeh k ilawa Nawafil (Yani Salat ut Tasbi) Bajamat Ada Karna Makroo hay
(Durr e Mukhtar
Jild 2, Page 342
Kitab us Salat, Baab uL imamat,
Maktaba Rashidia Quetta)
2899 Day(s) ago: Web
Shahid Ansari @Shahid.461 via Maktab Service @Maktab

-
Baab: Agar Roza'Dar Bhol kar Kha pee lay,
Mafhom e Hadees:
Jab koi Bhool gaya aor Kuch Kha lia to osay Chahiye k Apna Roza Pora Karay,
Kion k usko ALLAH ne khilaya aor Pilaya
(Bukhari, Kitab us Soum,
Hadees 1933,
Ravi: Abo Horaira Rz.A)

Baab: Roza Jism ki Zakat hay,
Mafhom e Hadees:
Har cheez ki Zakat hoti hay
Aor Jism ki Zakat Roza hay
(ibne Maja, Hadees 1745,
Kitab us Siyam,
Ravi: Abo Horaira Rz.A)
Maktabsms.com
2903 Day(s) ago: Web
Shahid Ansari @Shahid.461 via Maktab Service @Maktab

-
Molana Yousaf Ludhyanvi Farmatay hain:
Taraweeh Main Quran Sunnay k Liye Ye Shart hay k Aysa Saaf Parha Jaye k 1, 1 Lafz Samajh aye, Jo Log itna Taiz Parhtay hain k Kuch Pata Nahi Chalta k Kia Parh Rahay Hain Wo Nehayat Ghalat Krtay hain,
Unka Parhna, Na Parhna Barabar hay, Bal k Es Tarah Parhna Sawab ki Bajaye Mojab e Wabal hay
(Aap k Masail Aor unka Hal,
Jild 4, Page 191,
Maktaba: Ludhyanvi Karachi)
2906 Day(s) ago: Web
Shahid Ansari @Shahid.461 via Adi... @Romeooo

<3

2906 Day(s) ago: Web
Smile a product of Veevo Tech.

Write Message