#EVeNT
Total 612 Smiles Posted on #EVeNT Trend
.
26 JULY
657
>Hazrat Ali A.S Aur Muawiyah Ki Faujon Ke Darmiyan Siffin Ke Maidan (Aaj Kal Raqqah, Syria) Mein Jang Start Huwi.
#EVENTS

3024 Day(s) ago: Web
Comment
11 MARCH
>1824: The United States Department of War Ne Bureau of Indian Affairs Banai.
>1997: Shahid Hamid Governor Punjab Bane. Woh 18 August 1999 Tak Governor Punjab Rahe.

10 MARCH
>1876: Alexander Graham Bell Ne 1st Successful Telephone Call Ki Aur Kaha, "Mr. Watson, Come Here, I Want To See You."

09 MARCH
>2007: Javed Iqbal Acting Chief Justice of Pakistan Bane. Woh 24 March 2007 Tak Acting Chief Justice Rahe.

>632: Hazrat Mohammad S.A.W.W Ne 1,24,000 Sahaba Karaam Ke Saamne Apna Aakhri Khutba "Khutba-tul Wida" Irshaad Farmaya.
>1959: New York, USA Mein American International Toy Fair Mein Barbie Doll Pehli Baar Awaam Ke Saamne Pesh Ki Gai.

08 MARCH
>1979: Philips Ne Pehli Baar Eindhoven, Netherlands Mein Aik Press Conference Mein Public Ke Saamne Compact
Disc (CD) Pesh Ki.

>1920: 1st Modern Arab State Arab Kingdom of Syria Banai Gai. Iss Ne 24 July 1920 Ko French Forces Ke Aage Surrender Kar Diya.
>1921: Urdu Poet Sahir Ludhianvi Ludhiana, India Mein Paida Huwe. Unn Ka Asal Name Abdul Hayee Tha.

07 MARCH
>1876: Alexander Graham Bell Ko Uss Ki Invention "Telephone" Per Patent Grant Kiya Gaya.
>1995: Doctor Mohammad Ali Naqvi Ko Chowk Yateem Khana, Lahore Mein Shaheed Kar Diya Gaya. Woh I.S.O. Pakistan Ke Baani Thay.

06 MARCH
>1992: Syed Muzaffar Hussain Shah Chief Minister Sindh Bane. Woh 19 July 1993 Tak Chief Minister Sindh Rahe.

3166 Day(s) ago: Web
.
05 MARCH
>1836: Samuel Colt (American Inventor) Ne Apna 1st Production-Model Revolver (.34-Caliber) Patent (Number 6909) Karwaya.