M66: Surah Fathia Alhamd Sharif Pahrne k Bad Ahesta sy Aammeen Kahen, Phr koi Surah Pahren ya 3 Chuoti ayat ya km az km ak Lambi Bari Aayt Pahren, us k bad Allah o Akbar Kehte Howe Rakuo Men Chalen jayen* * #Topic#Namaz#islam#Quote#raah#info L Raah #send 8333
As,salam o Alaikum, #namaz Ka Topic Jaari Ha Khatm Ni Howa, Kuch Masrofiyt ki Waja say Tartib ni dy sake in 2 dno me,insha Allah Kal sy #Msg Phr bhjen gy #namaz k #Topic pr Kal Namaz Ka sunnat Tariqa Btaya jaye ga, Aap #Mc k Apne or dosto ko #Raah id Listen Krwaen
M38: Namaz K Faraiz : Namaz k 14 Faraiz han jn Men Say Chnd Asy Han jn ka Namaz say Phly hona Lazim Ha un Ko Namaz Ki Sharten be Kaha Jata Hai * 1) Badn ka Paak Hona, 2) Kapron Or Jaye Namaz Ka Paak Hona, * #Quote#Raah#islam#share , #topic#namaz
M37: Mafhom E #Hadees: Jaan Kar Namaz Na Chuoro , Jo Jaan Bojh Kar Namaz Chuor Dye Wo Mazhab Say Nikal Jata Hai, (Tibrani) Namaz Pahren is Say Phle K Aap Ki Namaz Pahri Jaye * * #Namaz#Topic#islam#Raah#Quote L Raah #send 8333
M30: Han eid ki namaz K Bad Apne Ghar Men Ja kar Namaz Pahre Tu Jaiz hai* Jb Khana Hazir ho or Sakht Bhok Ho Tu Asi Halt Men Namaz Pahrna Makroh hai, asy he Pasahb Pakhana Hawa k Zoor k Waqt be (Muslim) #Namaz#Topic#raah
M28: Subha Sadiq k Bad Yani Fajr ki Namaz k Time ka shuron hone sy Suraj buland hone tak Nafl Pahrna Makroh hai * ( Bukhari * ap k masail or un ka hal J#2) Asar k Bad sy Suraj Gharob hone tk Nafli namaz pahrna Makroh hai* (Bukhari) #Namaz#topic#Raah
M16: Zuhr ki Namaz ka Waqt Zawal k time Paye jane wale saye k iLawa is k dugna hone tk rehta ha* asar Ki Namaz ka waqt Zuhr ka waqt khtm sy Shuron hota ha or suraj Gharoob hone Tk Rehta hai* #Namaz#Topic#Time#Raah#Quote * L Raah #send 8333
M14: #Msg M13 Men jo send Kiya Wo Mafhom e #Hadees Hai jo Hadees ki Kitab Anbu Dawuod Say liya gya, * * Allah Hmare Seno Ko Khol Dy Hidayte K Leye or hmare dilo Ko Emaan K noor Say Munawr Kar Dyn * Apni Maarift Aata Karen* Aammeen * #Raah#Namaz#topic#quote