Please wait...
M.NASEER.H.S (NASEER341112090)
Last seen 2996 Day(s) Ago
Male 38 years old,Karachi, Sindh
Islamic and info msg.. K liye write msg.. Maktab786 send 40404

.
Namaz e Fajar ki Azan main As Salato Khairum Minan Noum ka izafa Khud Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihe Wasallam k Hukm se Kia Gaya.
Hadees:
Jab Fajar ki Namaz k Liye Azan Dou tou
As Salato Khairum Minan Noum,
As Salato Khairum Minan Noum
Kaha Karo
(Sunan Abu Dawood,
Hadees 500, Darja: Sahi,
Kitab us Salat,
Baab: Azan Kese Di Jaye ?
Ravi: Hazrat Abu Makhzoora Razi ALLAH Anho)
http://www.facebook.com/MAKTAB123

Comment
.
USB Number 5,
Es 16GB USB main Molana Tariq Jameel Sab k 2001 se 2016 Tak k 180 Audio Bayanat Hain,
Es k ilawa 100 Hamd O Naat Aor 2 Qurra ki Tarjuma k Sath aor 3 Qurra ki Tarjuma k Baghair Quran ki Tilawat bhe hay,
Kingston Company ki Es 16GB USB ki Warranty 5 Saal aor Daak Kharch Samait Qeemat 900 Rupay Hay,
Yeh USB Number 5 Mangwanay k Liye
03458712687
Ya
03152535971
Pe Din 10AM se Raat 10PM Tak Call Karain

-
Zaroori Masla:
Agar Miyan, Bivi, Baligh Betay aor Betiyan Sab Sahib e Nisab hon tou Sab Ghar Walon per Alag Alag Qurbani Karna Wajib hay,
Kion k Har Aaqil, Baligh Mard o Aurat per Sahib e Nisab honay ki Sorat main Qurbani Wajib hay,
Shohar Per Biwi ki Taraf se aor Baap per Aulad ki Taraf se Qurbani Karna Wajib nahi
(Fatawa Shami,
Jild 6, Page 312,
Kitab uL Ozhiya,
Nashir: H.M. Saeed Karachi)

Sahaba Kiram Ki Pervi ka Hukm ALLAH ne Diya Hay aor Sahaba Pakkay Jannati hain aor Unki Pervi Karnay Walay Bhe Jannati Hain.
Quran:
Muhajreen aor Ansar main se Jo Log Pehlay Eeman Lay aor Jinhon ne ikhlas k Sath unki Pervi ki, ALLAH Un Sab se Razi ho Gaya aor Wo Us se Razi hain, ALLAH ne Un k Liye Ayse Baghat Tayyar kr Rakhay hain Jin k Neechay Neharain Behti hain Jin main Wo Hamesha Rahain Gay
(Surah Toba
Ayat 100)

Mafhom e Quran:
Es (Sarkash Shakhs) k Aagay Dozakh hay,
Wahan Esko Peep ka Pani Pilaya Jaye ga,
Jis ko (Sakht Piyas ki waja se)
Ghont Ghont Kar k Piye Ga,
Aor Halaq se Nechay na Utar Sakay ga,
Aor Esko Har Taraf se Mout aati Maloom hogi Magar Wo Mar na Sakay ga (Bal k Esi Tarah Sisakta Rahay ga),
Aor Os k Liye Es (Azab) k ilawa aor bhe Sakht Aazab hon gay
(Surah Ibrahim,
Aayat # 16 se 18,
Para # 13,
Surah # 14)

3180 Day(s) ago: Mobile
.
بنک منافع کےعنوان سےجو کچھ دیتاہے، شرعاوہ سود ہےجو قطعاحرام ہے،
اسکا لینا،دینا اور کھلانا سخت حرام ہے، قرآن و حدیث میں اسکےمتعلق سخت سخت وعیدیں آئی ہیں، بنک میں روپیہ رکھنا ہی ہوتو ایسےاکاؤنٹ میں رکھنالازمی ہے جس میں سودنہ ملتاہو جیسےکرنٹ اکاؤنٹ
(فتاوی عثمانی
جلد 3
صفحہ 271
مکتبہ: معارف القرآن کراچی)

Aaj se He Hamesha Sach Bolnay ka Pakka irada karain.
Mafhom e Hadees:
Tum Hamesha Sachai ikhtiyar Karo,
Q k Sach Neki ki Taraf Lay Jata hay aor Neki Jannat main Lay Jaye Gi,
Admi Sach Bolta rehta hay aor Sach Bolnay ka Aadi Ho Jata hay tou ALLAH k Nazdeeq Bohat Sacha Likh Dia Jata hay
(Abo Dawood, Hadees 4989,
Darja: Sahi, Kitab uL Adab,
Baab: Jhot Bolnay ki Muzammat,
Ravi: Abdullah Bin Masood Rz.A)

3547 Day(s) ago: Mobile