Please wait...
Sulemani (Sulemani)
Last seen 3161 Day(s) Ago
Male ,Hyderabad, Sindh
May sulemani darse nizami ka studnt jamia darululoom karachi .

Note:
Is service ka rule hai k har 45 din k baad msgs milna bund ho jate hain
Aesi soorat me ACT likh k 8333 par msg bhej dain. charges sirf 0.50 paisa hain

3329 Day(s) ago: SMS
Comment
"Qurbani ke masil"
Ghar me har sahibe nisab par qurbani wajib hai Ak ki qurbani sb k tarf se kafi nhi ho sakti.(Fatawa Rahimia P:164,J:6)

"Qurbani k Masil"
Qurbni k jnwr me aqiqe k niyyt se sharik ho sakte h shrt ye h k hr ak k hissa satwen se km na ho(Kifayt-Ul-Mufti P:243J:8)
Qurbni k jnwr me aqiqe k niyyt se sharik ho sakte h shrt ye h k hr ak k hissa satwen se km na ho(Kifayt-Ul-Mufti P:243J:8)
3329 Day(s) ago: SMS
"Qurbani ke masil"
Qurbani ke janwar me agr ksi ak ki bhi gosht bechne ki niyyt ho to sb ki qurbani drust nhi hogi.lehaza ahteyat krna cahye

3344 Day(s) ago: SMS
"Qurbani ke masil"
Wajib Qurbani krne wala or nafli Qurbani karne wala dono ak hi bare janwar me sharik ho sakte hn.
(Fatawa Azizi J:1,P:18)

3347 Day(s) ago: SMS
"Qurbani ke masil"
Q:Jo log(jese Sohar,waledin wgera)mar chuke hin un k nam se qurbani krna jaiz h?
A:Ji han jaiz h(Kifaytul Mufti J:8P:204)
Q:Jo log(jese Sohar,waledin wgera)mar chuke hin un k nam se qurbani krna jaiz h?
A:Ji han jaiz h(Kifaytul Mufti J:8P:204)
3347 Day(s) ago: SMS
"Mafhum-e- Hadees"
Zil hajjah ki 10 tarikh ke din adam ke awulad ka koy amal Allah Tala ko Qurbani se zyada mahbob nhi.
(Tarmizi,Ibn-E-Maja)

Jis ke pas gunjaish ho or us ke bawajod Qurbani na kare woh hamari Eid gah ke qarib bhi na aye.
(Targeb: J:2,P:394)

3350 Day(s) ago: SMS