Please wait...
Sajid Sarwar Sajid (TFSS555)
Last seen 2599 Day(s) Ago
Male 31 years old,Muzaffarabad, Azad Kashmir
Nelum Valley AJK, FOLLOW TFSS555 To 8001 & FOLLOW TFSS555 to 9 9 0 0 & 4 0 4 0 4.

Just updated profiles picture on Smile!
View it now on your Mobile click on http://m.smilesn.com/TFSS555
#SmileDPs

3 Likes
3 Likes
2600 Day(s) ago: Android
hello everybody
Hadees:
Jis ne SAHABA se Muhabbat ki OsNe MERI Muhabat ki Waja se in se Muhabat ki, Jis ne in se Bughz Rakha OsNe Mujh se Bughz Rakha, Js ne inko Takleef Pohanchai Osne Muje Takleef pohanchai, Js ne Muje Takleef di OsNe ALLAH ko Takleef di, Jis ne ALLAH ko Takleef di A

-
Mafhom e Hadees:
4 Qisam k Janwaron ki Qurbani Durust Nahi,
1) Wazih Kana Janwar Jis ka KanaPan Saaf Maloom ho,
2) Aysa Bimar Jis ki bimari Wazih Zahir ho,
3) Aysa Langra Jis ka Langra Pan Bilkul Wazih ho,
4) Aysa Dubla Aor Kamzor Jis ki Hadiyon main Goda na ho
(Sunan Nasai, Hadees 4377,
Darja: Sahi, Kitab ul Uzhia,
Baab: Langray Janwar ka Bayan,
Ravi: Barra Bin Aazib Razi ALLAH Anho)

Aaj Kal Hamaray Muashray k Andar Ye Buri Adat Pai Jati Hay k Kuch Log Jama ho kr Janwaron Maslan Murghay, Kutton aor Digar Janwaron ko Aapas main Larwatay Hain Jo k Bohat Sakht Gunah hay, Es Buri Adat se Bachna Chahiye.
Mafhome Hadees:
Rasoolullah Sallallahu Alaihe Wasallam ne Janwaron ko Laranay Se Mana Farmaya
(Abu Dawood, Hadees 2564,
Kitab uL Jihad,
Baab: Janwaron ko Aapas main Larana,
Ravi: ibne Abbas Rz.A)

3540 Day(s) ago: SMS
-
Hadees:
Anas Rz.A ne pocha Ya Rasoolallah..!
Kia Hum Neki ka Hukum Us Waqt tak na karain Jab tak Khud amal na karain aor Buraiyon se Mana na karain Jab tak khud Buraiyon se na bachain,
Aap ne Farmaya Nahi bal k tum Neki ka Hukum dou Agarchay Tum khud un sab k Paband na ho aor Buraiyon se mana karo agarchay tum khud un sab se na bach rahay ho
(Muhajam Ousat Tabrani, Hadees 6628, Jild 6, Page 364,
Nashir: Darul Harmain Qahira)
Apne Doston ko Bhe Ye Service Lagwa k Dain,
Abhi Sirf
MAKTAB
Likh kr 8333 pe Bhejain,
Service Lagwanay k Charges 61 Pese Hain

3544 Day(s) ago: SMS
-
Baab: Juma K Din ki Fazilat,
Mafhom e Hadees:
Soraj Nikalnay walay dinon main Behtareen Din Juma ka Din hay,
Esi Din ADAM Alaihe Salam paida hoye,
Esi Din Aap (ADAM Alaihe Salam) Jannat main dakhil kiye gaye,
Aor Esi Din Aap (ADAM Alaihe Salam) Jannat se Nikalay gaye,
Aor Qayamat bhe Juma k din he Qaim hogi
(Tirmizi, Hadees 472,
Darja: Sahi, Abwab uL Juma,
Ravi: Hazrat Abo Horaira Razi Allah Unho)
.

3545 Day(s) ago: SMS
Ek Aur E'nt Gri Hai Dewar-e-Hayat Se,
Nadan Hain Jo Smjty Hn Naya Sal Aa Gya.
Happy New Year.
Naye Sal K Sath Ek Eh'd Krna Ho Ga.
K Hum "SANWARAIN JAHAN" Kay Mission Ko Yaad Rakhna Hai.
Is Mission K Liye Sub Se Pehle Apna Eh'tesab Karna Ho Ga.
"TFN

3614 Day(s) ago: SMS