New


Close panel
My
Ommatsms smile profile
Send Message
Mohammad Aamir (oMMaTsMs)
Last seen 2962 Day(s) Ago
Male ,Rawalpindi, Punjab
Apney Aqaid Qoraan.o.Sonnat K Motabiq Bananey K Liye ADD KKSK3 Likh Kar 8583 Per Behjen.
Smiles 137 Interests 116
Mohammad Aamir @Ommatsms via Maktab Service @Maktab

-
"Bidaat ka Nateeja"
>Mulki Tareekh main Pehli Baar Lahore k Church main Eid Milad un Nabi ka Jashan Manaya Gaya,
Namaz bhe Ada ki Gai,
Essai Sikh aor Hindoun ne Bhe Shirkat ki,
Taqreeb main Quran aor Bible ki Tilawat ki gai,
Taqreeb main Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam ki Wiladat ka Cake bhe Kata gaya
(Roznama Express Lahore,
1st March 2010)
Es Khabar ka Suboot Es Link
myurl.pk/B1Er3
Pe Ja k Dekhain
3267 Day(s) ago: SMS
Mohammad Aamir @Ommatsms

~~Assalam-o-Alaikom~~ Doston Kia Horaha Hey Aaj Kal MC# Per???
1 Comments
3367 Day(s) ago: SMS
Mohammad Aamir @Ommatsms

ہماری پرنگ والی آئی.ڈی پر فرقہ_بریلویت کے عقائد اور دفاع_اکابرین دیوبند کا چل رہا ہے سب دوست
ADD UMMATSMS
لکھ کر
99OO
پر بیجهیں.
تمام دیوبندی دوست شیئر کریں
3414 Day(s) ago: SMS
Mohammad Aamir @Ommatsms

Assalm o alaikom dosto pring per hamney firqa e barlvea or unky aqaid per mozu shoru kia hy sab hzarat msg mey
ADD UMMATSMS likh kar 99OO per bhejen.
3414 Day(s) ago: SMS
Mohammad Aamir @Ommatsms via Maktab Service @Maktab

.
میسج # 4)
زکوۃ کےمسائل،
مسئلہ: والدین اپنی اولادکو اوراپنی اولاد کی اولاد یعنی نواسا، نواسی، پوتااور پوتی کو زکوۃ نہیں دےسکتے
اسی طرح اولاد اپنےوالدین، دادا، دادی، نانااور نانی کو زکوۃ نہیں دےسکتے،
شوہر بیوی کواور بیوی شوہرکو زکوۃ نہیں دےسکتی
(فتاوی عالمگیری
کتاب الزکوۃ، ج1
ص 189 اور 190، باب 7
ناشر:دارالفکر بیروت)
3431 Day(s) ago: SMS
Mohammad Aamir @Ommatsms via Abdullah Abid @Khan.kpk

#MASLAH: Raat me rozay ki niyyat ki Aur subah gashi ki halat me huwi Aur ye gashi kaye din tak rahi to sirf pehlay din ka roza huwa, baqi dinu ki qaza rakhay, agarchay puray ramazan bhar gashi rahi Aur niyat ka waqt na mila.
[Rud-ul-Muhtar, Jild:3, Page:388]
3433 Day(s) ago: SMS
Mohammad Aamir @Ommatsms via Maktab Service @Maktab

-
Masla: Niyyat Dil k iraday ko Kehtay hain Agar Dil k iraday k sath sath Zaban se bhe Rozay ki niyyat kar Lay to Acha Hay, Magar Rozay Ki Niyyat Zaban se Kahnay ko zarori samajhna yeh sahi nahi,
Roza Subh Sadiq se Lay Kar Suraj Ghuroob Honay tak Hota hay,
Lihaza Agar Subh Sadiq k Baad Kuch Khaya Piya to Roza Nahi hoga
(Fatawa Alamgiri
Jild 1, Page 194-195
Kitab us Soum, Baab 1
Nashir: Maktaba Rashidia Quetta)
3434 Day(s) ago: SMS
Mohammad Aamir @Ommatsms via Www.holy-waves.com @Holy-waves

-

[FATWA]
Musafir Nay SAFAR Ki Haalat Main Roza Rakh Kar Torh Dia To Uss Per Sirf 1 Roza Qaza Lazim Hogi,
KAFFARA Na Hoga.
(Fatawa Shami, 2/431)

Apnay Doston Ko Bhi Service Ka Hissa Banayain.

MASAIL Khud Bhi Seekhain,
Or Dosron Ko Bhi Sekhayen.

JAZAAK AL
3434 Day(s) ago: SMS
Smile a product of Veevo Tech.

Write Message